AADMI KI VICHARDHARA, AUR KUYE K MENDAK ME EK BAAT KI SAMANATA HAI; DONO APNE AAP KO SARV SHRESTH MANTE HAI. HAMARE SHASTRO ME SAKARATMAK SOCH AUR NAKARATMAK SOCH VISTRIT ROOP SE VARNIT HAI. RAM, KRISHAN, PANDAV, MOHMMAD SAHIB, EESA, NANAK, BUDHH, MAHTMA GANDHI AUR MOTHER TERRRESA SAKARATMAK SOACH, AUR RAVAN, KANS, KAURAV, AURANGEB, OSAMA AADI NAKARATMAK SOCH KE PRATINIDHI HAI.
YE SAHI HAI KI VYAKTI APNI VICHARDHARA KO SAMAST UPLABDH SANSADHANO SE SARVSHRESTH BANAKAR GARVIT HOTA REHTA HAI. KINTU USKI HALAT KUYE KE MENDAK JAISI HAI.
US KE SANSADHAN SEEMIT HAIA
UR SANSAR ASEEMIT.
EK N EK DIN YE PRKRITI VYAKTI KI VICHARDHARA KO NAKAR DETI HAI. PAHLE YE DHARNA THI, KI JALE PAR PANI NAHI LAGNA CHAHIYE, FIR YE KI JALE PAR BARF LAGANI CHAHIYE FIR YE KI THANDA PANI LAGATAR DALTE RAHO !
SAHI KYA HAI ? ANEK BAR ESA HUA HAI KI JINKE BARE ME MAI SOCHTA THA KI UNKI VICHARDHARA GALAT HAI; BAAD ME KABHI MENE PAYA KI VO SAHI THE AUR MAI GALAT !
HAM APNI SOCH KO BAND KE DAYRE SE NIKALKAR KHULA RAKHE.
SAKARATMAK SOACH : -
KAR BHALA !
HO BHALA !!
JAIHIND
LOCATION OF BHANIYAWALA AT GLOBE - 30.1862 N; 78.1242E
Wednesday, December 1, 2010
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 comment:
Sakaratmak soch is not one time achievement but it is a continuous process to retain it for the lifetime. ye Sakaratmak soch hame khushiya de sakti hai, vaise khush rahne ka koi marg nahi hota, khush rahna khud ek Marg hai.
Post a Comment